भगवान और खुदा Bhagwan Aur Khuda Lyrics | Manoj Bajpayee
भगवान और खुदा Bhagwan Aur Khuda Lyrics in Hindi is written by Milap Milan Zaveri starring Manoj Bajpayee. Bhagwan Aur Khuda song sung by Manoj Bajpayee. Music is given by Lijo George.
Song : Bhagwan Aur Khuda
Writer : Milap Milan Zaveri
Starring : Manoj Bajpayee
Singer : Manoj Bajpayee
Music : Lijo George
Lyrics in ENGLISH
Bhagwan Aur Khuda
Aapas Mein Baat Kar Rahe The
Mandir Aur Masjid Ke Beech
Chaurahe Par Mulaqaat Kar Rahe The
Ke Haath Jode Ho Ya Dua Mein Uthe
Koi Fark Nahi Padta Hai
Koi Mantra Padhta Hai
To Koyi Namaaz Padhta Hai
Insaan Ko Kyu Nahi Aati Sharam Hai
Jab Woh Bandook Dikha Kar Poochhta Hai
Ki Kya Tera Dharam Hai
Us Bandook Se Nikli Goli
Na Eid Dekhti Hai Na Holi
Sadak Pe Bas Sajti Hai
Begunah Khoon Ki Holi
Bhagwan Aur Khuda
Aapas Mein Baat Kar Rahe The
Mandir Aur Masjid Ke Beech
Chaurahe Par Mulaqaat Kar Rahe The
Sab Ko Hum Dono Ne Issi Mitti Se Banaya
Koi Janma Ammy Ki Kokh Se
To Koi Maa Ke God Mein Rota Aaya
Kon Hai Woh Kambakhat
Jisne Nafrat Ka Paath Padhaya
Kisi Akbar Ko Kaha Maa Ko Maar
Aur Amar Ke Haatho Ammi Ko Marwaya
Mamta Ka Gala Ghotne Wale Bewkoofon Ko
Koi Samjhaao Mazhub Ki Is Jang Mein
Tumne Insaniyat Ko Dafnaya
Bhagwan Aur Khuda
Aapas Mein Baat Kar Rahe The
Mandir Aur Masjid Ke Bich
Chaurahe Par Mulaqaat Kar Rahe The
भगवान और खुदा Bhagwan Aur Khuda Lyrics in HINDI
भगवान और खुदा
आपस में बात कर रहे थे
मंदिर और मस्जिद के बीच
चौराहे पर मुलाकात कर रहे थे
की हाथ जुड़े हुए हो या दुआ में उठे
कोई फरक नहीं पड़ता है
कोई मंत्र पढ़ता है
तो कोई नमाज पढ़ता है
इंसान को क्यों नहीं आती शरम है
जब वो बन्दूक दिखा कर पूछता है
की क्या तेरा धरम है
उस बन्दूक से निकली गोली
ना ईद देखती है न होली
सड़क पे बस सजती है
बेगुनाह खून की रंगोली
भगवान और खुदा
आपस में बात कर रहे थे
मंदिर और मस्जिद के बीच
चौराहे पर मुलाकात कर रहे थे
सबको हम दोनों ने इसी मिट्टी से बनाया
कोई जन्मा अम्मी की कोख से
तो कोई माँ की गोद में रोता आया
कौन है वोह कमब्खत
जिसने नफरत का पाठ पढ़ाया
किसी अकबर को कहा माँ को मार और
अमर के हाथो अम्मी को मरवाया
ममता का गाला घोटने वाले बेवकूफो को
कोई समजाओ मजहब की इस जंग में
तुमने इंसानियत को दफनाया
भगवान और खुदा
आपस में बात कर रहे थे
मंदिर और मस्जिद के बिच
चौराहे पर मुलाकात कर रहे थे